Maine july 2019 me ek inverter ac kharida tha bhaseen brothers ki dukan se. Jisko Maine time pe service kraya uske baad bhi ac cooling nhi ker rha hai. 3-4 baar complain ker chuka hu. Sandeep refrigeration se ladke aate hai aur kabhi gas to kabhi card ki problem bta ker chale jate hai. Aur koi response nhi dete hai. Mai bluestar ki service se kafi paresan hu.