Mera sbi credit card udhampur (J&K) me aaya hua hai. ek din employee ne ring karke milne ke liye bataya mai us location par gaya but wo nahi mila phir ring karke bad me dene ke liye bola mai us no par daily ring kiya but uska behave bahut sharmnak raha. bola jo karna hai kar lo kuch nahi kar sakte mera. mujhe pata nahi aap log ki is complain ko seriously loge ya nahi phir bhi aahat hone ke karan mai ye likh raha hoo aasha hai ki is complain ka jawab mujhe mere e mail me denge. Thank you
7889425122 jis no semujhe call aaya tha . ek complain sbi ki bhi diya hai