Maine flipkart se thomson 43'inch UHD led tv purchase kiya tha.tv 2 Feb 2023 ko mere pass deliver hu or 10/5/2023 ko display problem start ho gaya.tab maine tollfree no. pe customere care se bat kiya bahut presani k bad.kyo ki jo maine toll free no.lagayi 50 bar try kiya phir jakar bat hua,jab bat hua to 21/5/23 ko technician aata hai or kuchh nhi kiya or bola ki aapke tv me koi issue nhi hai.hume murkh bana kar bhag gaya.phir maine 6din bad thomson walo ko mail kiya to hume second visite ke liye 450 rupees thomson ke email dawara manga gaya.ab aaplog batayi ek thomson ki service etni gandi hai ki customer care wale grahak ko koi response nhi dete,dusri bat ye hai aaj tak maine koi bhi saman purchase kiya hai warranty rahte bhar me koi charges pay nhi karna parta hai,bhai aaplog batayiye ki jab warranty rahte bhar me paise dene parte hai,bhai life me koi thomson product ka use mat kiziyega eska dukh hum jhel rahe hai,ye company ka reputation sahi nhi hai, mera mobile no.6294387748