meine kai baar call ki hai, par abhi tak koi solution nahi hua hai, o1 month ho gya hai, compalint kiye hue, sir meri led aapne aap band ho gyi hai, 02 month se hamne led tv ko use nahi kiya tha, kyoki hamare ghar par hamare tau ji ki death ho gyi thi, jiske chalte ham led ko use nhi kar paye, jab ham use karne ki kosis ki to led on nahi hui,
kya problem hai led mei ek baar apna technician bhej dijiye
mera complaint no hai. Complaint ID - DE0620TV594
Dear sir