Amazon se asian shoe mangwaya thaa par pasand nahi aane par return kar diya. par abhi tak paisa mere account me nahi aya hai. Amazon grahak seva me call karne par wo bata rahe hai ki paisa mere taraf se bheja ja chuka hai par abhi tak bank me show nahi kar raha hai. Amazon walo ne saboot ke taur par refund reference number diya hai #30005110091009103377602. wah kah rahe hai ki pnb customer care ko ye number bataiye apka paisa show karne lagega. par customer care wale bol rahe hain ki refund reference number se balance check nahi hota hai. please paisa bheje.