Maine 27 jan2021 ko ATM se paise nikale the, jisme se ek 2000 ka note kharab tha. Is note ko le kar mai vanarash chala gaya tha usi din jana tha. kahi bhi wo note nahi chala. Ab me 3 feb ko bank gaya tha wapas karme to bank bol rahi hai ki aisa not ATM se nikal hi nahi sakta. Mene kaha cctv chek kr lijiye to bolte hai aisa kuch nahi aap isko market me chalao jakar. ye bank new chakeri lalbangla jajma, kanpur me hai.