Sir, my car no. is UP32NJ5498. Owner name- Arvind Tripathi, Hardoi
Sir, meri gadi me break issue aaya tha jiski wajah se hum farrukhabad service center lekar gaye. Waha par unhone us issue ko resolve kiya. Uske kuchh din baad hi stairing ke paas se awaj aane lagi. Mai fir usko farrukhabad service center lekar gaya. Waha par usko sahi kiya gaya. Kuchh din hi hue hai but phir se gadi me stairing ke paas se phir awaj aane lagi hai. Sir, meri gadi ko 5 month bhi nahi hue hai but baar baar kuchh na kuchh technical problm ajati hai. Aur mujhe usko lekar service center jana padta hai jo ki mere ghar se kafi door hai. New car me agar aisi problm aati rahegi to mahindra se hamara vishwas uth jayega. Kyuki maine same xuv 300, 3 car nikalwa chuke hai mahindra ke bharose par but sabme koi na koi problm aayi hai. Ab aap hi bataye Mai kya karu. Gadi lekar hamesha service center daudta rahu ya bech du aur phir kabhi mahindra ki gadi na prefer karu aur na kisi ko advise du. Ye aap aapni gaadi le lijiye hme nhi chahiye daily daily koi na koi problem aati hai ham pareshan ho chuke hai hamare pass gadi hote huye bhi ham kahi jaa nhi paa rhe es problem ki wjh se kyoki raste me koi dikkat na ho jaye aur ab na hi ham kisi ko Mahindra ki gaadi lene ke liye suggest karenge kitne din ho chuke abhi tak hamari problem solve nhi ki gyi.What I can do plz tell me on my mobile no. 8171708156.