Sir mera account canara Bank, M.G. Road, Agra uttar Pradesh me hai. mera Account no . 0192201002111 hai. Account singhal Traders ke naam se aapke bank me hai. Mai 02 july 2020 ko apne account 0192201002111 me canara bank ki Achnera Branch me Rupay jama karne gya tha. maine apne pass se 2000 aur 500 ke note le kar gya tha. maine apne pass se check karke lekar gya tha rupay. Par mujhe Bank me cashier ne 2000 ka ek nakli note diya ki ye nakli hai par wo mera nhi tha. Ma puri tarah se sure hu. Mai chahta hu ki is bank ki jaanch ki jaye aur sahi baat ka pta lgaya jaye ki wo nakli note aaya kaha se. kripya bank ke cashier ke camera check karwaya jaye jisse sahi baat ka ptaa chal sake.