Sir maine ktm rc_200 li thi 4 month huye h abhi, 12200 km ride ki hai. Mai Jaipur to delhi ja rha tha to delhi highway pr ek chota sa gaddaa aane se dono tyre ring tut gyi h itne chote gadde se accident ka full chance tha or bhi bike m bahut problem aa rhi hai. to es bike ko change krwane ki help kare please.