Sir Maine ATM card 10 January 2019 ko rajendra park gurgaon ki shakha me apply kiya tha Jo ki mujhe abhi tak nahi mila hai. Bank ke employees sahi jawab bhi nahi dete hai. Unka kahna hai ki vo ATM ke baare me kuch nahi jante Hai. Jab Mumbai se ATM ayega tab mil jayega. Hum kuch nahi ker sakte. Sir bank 3:30 per hi customer ke liye band ker dete hai . mujhe bataye mere ATM kab milega?