Respected Ma'am/ Sir
Ye iron Maine CSD canteen Phase10 MOHALI se liya tha jo warranty me hai.
Iron mein problem aa Gaya iske bad main canteen mein Gaya unhone bola ki service center mein jana hoga.
Fir Service center mein lekar Gaya unhone 12 din tak Rakha uske bad unhone approval Diya aur bola ki canteen se isko approve karva Lena vahan se replace ho jaega. fir main Canteen gya to unhone bola Aisa koi procedure nahin hai yahan per .
Fir maine call Kiya Sunflame service center mein unhone kaha ki hamara kam tha approval dena, humne approve kar diya iske bad se aap change karao replace karao ,o nahin kar rahe to hamari koi jimewari nhi hai.

So kindly help me for the same.
Thank you