Add new comment

Ravi Kumar Rsamaria

Sat, 03/12/2022 - 01:26

Permalink

sir mene meri car i20 jiske no RJ 27 CF 7029 17-02-2020 [ monday ] ko showbhagpura sirvice centar par rakhi
kyoki mere car ke roof [ chat ] ka color hat gya tha to mene service centar par baat ki. mere car ki roof ka color hat raha h to unhone bola aapake carke roof par thoda dant hai to pahale dant nikalenge or uske baad color wairanty me color ho jaayga unhone danting ka kharcha 3700 se 4000 ke bich bataya tha to mere car ko service par rakhi feer 20-02-2020 [ wednesday ] ko saam 4:00 samthing call aaya ki aapke car ka danting nhi nikal ke direct color kar rahe h to mene bola ok
24-02-2020 [ monday ] ko jab me service centar gya to dekha mere car ki roof par pahale se bhi jyada danting [ chott ke nishan ] the jab ki service centar se call aane or mna karne ke baad bhi mere car ke danting nikalne ki koshish ki us kaaran se meri car ki roof [ chat ] par bhut hi jyada danting ho gayi hai or puri roof par chott ke nishan dikhai de rahe h jab mene bola ki aapne mna kar diya tha danting nhi nikalenge feer bhi danting nikalne ki koshish kyu ki
Is baat par service centar wale boll rahe hai ki pahale se to acha dikh raha h or mene feer se sahi karne ke liye boll raha hu to wo kuch jawab nhi de rahe hai or unhone saaf inkaar kar diya hai saath hi gaali gloz kar rahe hai or service centar wale boll rahe h chahe aap hamare upar kesh kar lo aapko jo karna h kar lo aapki car ka kuch nhi ho sakta hai

mera yah manana hai ki gar meri gari ka bhuktan ya re dant nhi nikala gya to mujhe nirash hokkar kesh karna padega

NAME : RAVI KUMAR SAMARIA
ADDRESS NEW RTO OFFICE UDAIPUR
MOBILE NO. 7568280526

The content of this field is kept private and will not be shown publicly.
  • Rate and add your experience with the company and its customer service.
  • Do not post sensitive data like your bank details or credit card numbers here.
  • This website is moderated, inappropriate and off topic comments are removed.
CAPTCHA
Solve this simple math problem and enter the result. E.g. for 1+3, enter 4.