Dear Team,
Maine Fast-Track ki watch purchase ki h 1-2 month pehle but jabse hi wo sahi se nhi chal rhi h, Main 2-3 baar Titan service center me apni watch ko le ja chuka hu but phir bhi ye waise ki waise hi h. Mujhe nhi pata tha ki Titan ki watch or product itne kharab hote h warna main kabhi galti se bhi ise purchase nhi karta. Agar meri thodi help kar sakte ho to please ise replace karwa do warna ise tum apne paas hi rakh lena.