Meri scooter service karayi thi galat service hone ki wajah se mera accident ho gaya hai.. mere ankle mai 3 facture ho gaye hai..
honda mai complaint ki to unhone bola check karao scooter.. humne kaha ke jab mai theek ho jaungi tab apne samne check karaungi. unhone kaha jab tak check nahi karaoge to kaise man le service galat hui hai claim kaise milega.
hume finance treatment karane ke liye jarurat thi humne scooter check karne ke liye de di thi.
wo showroom lekar gaye scooty theek karke de gaye.. bina koi paise liye free nai theek kari apni chori chipa li.. slow speed mai bhag rahi thi scooter.
shri masha honda service dealer ke employee ki laparwahi ki wajah se mera accident hua hai..
mujhe apne treatment ka sara claim chaiye inse. inhone meri help nahi ki to mai news channel nd consumer court etc sab jagah complaint karungi.