Assalam o alaikum
mere pas Honda 125 2008 model tha or phir 2015 or ab 2017 hai per mujko aik e complain hai k ap ne kick wali side ka taapa bnaya hai kick maarte huwe paon sath lgta hai to taape ka colour utar jata hai ab mere pas new 2017 model hai us ka bhi pain utar gya hai b bohat saaf rakhte hai per kick side ka taapa ka pain utar gya hai.
ap is complain ko apni is khaaami ko drust kren plz..1 lakh 15 thousand ki cheez hai or ye khaaami hai. mujko new taaapa dia jaaaye company ki taraf se ap ki meharbani ho gi.